Assalam o alaikum mein ap k 2005 k audio lectures k through Quran Pak ki tafseer seekh rhi hun alhamdu lillah boht acha samajh a rha hai bs ap mujhe koi achi grammar book ka bata dein please.
Assalamualaikum wa rehmatullah wa ba rakatohu
Allah taala se dua karti hun k ap kheriyat se hon aur Allah apko deen k kam lene k liye lambi sehat o afiyat wali umar ata farmayen
Me ap k lecture 12 – 15 saalon sw sun rahi hun Alhamdulillah mujhe deen me kuch malumaat nahi thi per Allah ne jab apna rasta diya to apk lecture hi sune hamesha or apni behno seheliyon ko bhi sunwaye
meri shadi ahle hadees imam se hui jo alim or behtreen qari bhi hen Alhamdullillahun ki or meri knowledge me zyada farq nahi he Alhamdullillah…..bohat khwahish he ap se milne ki Allah ap se mulaqqat karwa den me apki ek online without admission student hun … Allah ne ap k zariye bohat kuch sikhaya he mujhe Ap ko Allah jaza e khair ata farnayen..
Assalam u alaikum
Ap ka quran smjhany ka style bht a6a h bat dil py asr krti h….u r my favourite nd I learned much from yo…
As slam alakiom
Apke bayan me 2 year se son rha ho mujhee deen ke bary bhot maloomhou